aadil khan gumnaam şarkı sözleri
Khaamosh si nazrein teri
Kuch keh rahi judaa hoke bhi
Hai darmiyaan wo yaadein sabhi
Bhulenge kal hai raat baaki abhi
Subah na aaye kabhi
Ye raat na jaaye kahin
Bhar ke mujhe baahon me
Aa jee le ye pal aakhri
Gumnaam hun main
Yun gumnaam rehnede mujhko
Ye naam mera mitna to tay hai
Rooh bhi meri
Naa aayegi wapas mujhko
Dafnana wahan jahan tera aana tay hai
Gumnaam hun main
Agar raat me tumhe
Na aaye jo neend
Tasveer meri tum rakhna
Apne kareeb
Milna to hoga phir
Khwaabo me hi
Shartein na hongi
Hongi baatein sabhi
Main nahi is jahaan me to kya
Main sabki zubaan pe to tha
Gumnaam hu main
Yun gumnaam rehnede mujhko
Mera naam kahin aana to tay hai
Main zinda nahi
Magar meri nazron se dekho
Aasmaan ka zameen pe aana to tay hai
Gumnaam hun main