aaron rubin baa khuda şarkı sözleri
Lai jo Taqdeere ye khoob sama hai
Tera mera Milna ye nazm e wafa hai
Tujh bin jiye na ek pal bhi hum
Esa Asar kardiya
Saare janam ka tu ne mujhe
Apna sanam kar diya
Meri kahani tumse shuru
Tumse shuru tum pe ho khatam
Baa khuda
Baa khuda
Ye milna dastoor ka poora hota hai
Jb tu hota hai
Ye shayar sa dil mera tujhme har dafa
Khoya rehta hai
Tere sajde mai mila hai is dil ko aasra
Aa tujhko bana loon mai apni daastaan
Meri kahani tumse shuru
Tumse shuru tum pe ho khatam
Baa khuda
Baa khuda