aash rohan jaane jana şarkı sözleri
Suno gy kiya tum
Jo main sunane ai hun
Dil ki kahaniyan
Batane ai hun
Sucha mila hai pyar ye
Jatane ai hun
Ussi ko aaj geet main
Gaane ai hun
Oh jaane janaa Dil ko pata re
Ke tere bina sab Be maza re
Ke tu he yaraa Apna laga re
Dunya main Wafaa kahan re
Oh jaane jana Dil ko pata re
Ke tere bina sab Be maza re
Bas tu he yaara Apna laga re
Dunya main Wafaa kahan re
Tapti dhoup main chaoun bana hai tu
Qismat se mjhko mila hai tu
Mujhpe jaan nichavar karta hai tu
Hayee khawab sa lagta hai
Ke ab tehrun ya main bhagun
Zameen pe mere pair nahi hain
Urhti phirun asmaan main
Mujhe to kahen chain nahi hai
Oh jaane jana dil ko pata re
Ke tere bina sab be maza re
Ke tu he yaara apna laga re
Dunya main wafaa kahan re
Oh jaane jana dil ko pata re
Ke tere bina sab
Be mazaa re
Bas tu he yara apna laga re
Dunya main wafaa kahan re
Chahaton ki dorhiyan torhni parti hai
Manzilon ki kashtiyan
Morhni parti hai
Suna hai ke ishq main
Milta hai dard bara
Tujhko qasam mujhe tanha
Na chori
Titli hun main teri
Nasha hai ishq hai
Rung he rung hain
Sama hai ishq ka
Naam tere kar diya
Mene ye naam khud ka
Rung bhare hain tune zingadi main
Ke ab tehrun ya main bhagun
Zameen pe mere pair nahii hain
Urhti phirun asman main
Mujhe to kahen chain nahii hai
Oh jane jana Dil ko pata re
Tere bina sab be maza re
Bas tu he yara apna laga re
Dunya main wafaa kahan re