aawaaz mein bada hua şarkı sözleri
Mujhe ni lagta mein bada hua
Jaha tha mein wahi khada hua
Mami ki daant papa ki maar
Aaj bhi khata mein reheta hu na
Mujhe ni lagta mein bada hua
Jaha tha mein wahi khada hua
Mami ki daant papa ki maar
Aaj bhi khata mein reheta hu na
Aaj bhi gharwalo ke kha raha hu taane
Aaj bhi log mujhe rehete samajhaate
Aaj bhi bolte kuch kar nahin payega
Fir sochta hu mein kyu bada hua
Bita hai varkt badale hai log
Aaya koi apna mujhe gaya wo chod
Bohot fir soch ke kara afsos
Jo kamna aaye wo kaye ka dost
Hai ye Kaye ki jindgi kyu etni khafa hai
Mar jata kab ka mein kyu zinda rakha hai
Ye jo ummid hai mujhse apno ne lagai hai
Oooooooo
Bhag ke hu thak gaya or bhaga nhe jata
Sapno ke liye or jaga nahin jata
Karu ab mein kuch samjh nhe aata
Duniya karti baate kam or dikhawa karti Jada
Mujhe ni lagta mein bada hua
Jaha tha mein wahi khada hua
Mami ki daant papa ki maar
Aaj bhi khata mein reheta hu na
Ghar mein reheta hu hoti hai tension
Aayi jimmedari mein bada hua
Mein bada hua