abhimanyu ganguly ghar şarkı sözleri
Tere bina, tere siva, koi naa,
Mera koi naa…
Tujhse judaa, kaise bhala, rahunga,
Me rahunga…
Hum saath ho, apne darmeyaan,
Aur koi naa…
Ghar mera hai tu,
Meri duniya bhi hai tu,
Sard raat me,
Chulhe ki aag saa hai tu,
Tu hi hai mera sukoon,
Aur me kahu kya?

