abhiragstar meri dua (feat. hashstar) şarkı sözleri
Zindagi hai hi nahin
Khushiyan bhi ab nahin
Pyar ne dil toda hai
Kismat mein ishq nahin
Zindagi hai hi nahin
Khushiyan bhi ab nahin
Pyar ne dil toda hai
Kismat mein ishq nahin
Aye khuda bata de
Mujhe dard kyun diya hai?
Kya yahi ishq hai
Jisme mujhko gham mila hai?
Aye khuda sun le zara sun le zara sun le meri dua
Aye khuda sun le zara sun le zara sun le meri dua
Aye khuda aa
Yuh yuh aye
Aye khuda mai tujh pe meherban
Bas itna bata de kaun meri jaan?
Mila dhokha mujhe kyun ? sare aam
Maine to tha ishq kiya
Aiye
Yuh
Mila dhokha usse jise samjha maine apni jaan
Dil tuta mera lage na man mera
Jiya jaaye fat mera
Kisse kahun? isiliye roya tere aage ye man mera
Aye
Kurban hua aaj toota hua saaj hun
Mandir me tere mai pyaar ka mohtaaz hun
Lagi chot dil pe aake seedha
Usne bola jab mai na tere ab saath hun
Tuta hua saaj hun
Ishq me barbaad hun
Yadon me mai
Rotan rahun
Zakhm liye
Mai jeeta rahun
Aankhon me tu
Saanson me tu
Tu hi tu kyun?
Basta hai tu