abhishek lomte kareya şarkı sözleri
Kareya!
Mein tumse pyaar kareya!
Kareya main tumse pyaar kareya
Jaane kis tarah tumpe mareya
Kareya main tumse pyaar kareya
Jaane kis tarah tumpe mareya
Aaja tumko main pyaar kr lu
bahon mein apne bhar lu
Tere siva na koi aur ayegaa
Iss dil ko naa koi bhayega
Kareya main tumse pyaar kareya
Jaane kis tarah tumpe mareya
Abhishek!
Sunn meri baat
Ghar bhej baby jo bhi
Aya tere saath mein
Kali-kali raat mein
Bas hum dono saath me saath mein
Dyan de baby mere har ek Baat mein
Mere baat mein meaning badi-badi hai
Tu akele aise kyu khadi hai
Chal mere saath ghumau tujhe
Bhar khadi hui meri gadi badi-badi hai
Tu bas ne lagi meri
har ek saas mein
Banau tujhe khas mein
Haath tere haath mein
Bas tere saath mein
Darr nhi raat mein
Tu khoi hui baat mein
Bol de sabko
I'll be fine
Don't worry baby
Your jaanu is kind
Pakdo mujhe tight
We're taking right
Promise you baby
I never gonna fight!
Kareya main tumse pyaar kareya
Jaane kis tarah tumpe mareya
Aaja tumko main pyaar kr lu
bahon mein apne bhar lu
Tere siva na koi aur ayegaa
Iss dil ko naa koi bhayega
Kareya main tumse pyaar kareya
Jaane kis tarah tumpe mareya
Kareya main tumse pyaar kareya
Jaane kis tarah tumpe mareya

