arjoon nazmein şarkı sözleri

Mere yeh dil ka haal jaan meri jaan tu Bas teri baatein karta rehta hoon main chand se Poocha tha usse, mujhse milna aaya kyu na tu Lagta hai yoon akela in hazaro mein Kehkashaon se tu mera haal jaan le Mulaqat hogi mujse yeh toh maan le Nazarein tu yoon na milana ab humse Na likhunga tere baare mein woh nazmein Woh nazmein Kyu yeh tha faasla Kuch bhi na raha Teri baaton ko main Yoon hi sunta raha Chun liya raasta Na tere sath tha Na thi koi khata Aise kyu gir gaya Yeh kaisi kashmakash hai, jeet hai yaar haar hai Mere sath baithe chandh mere yaar hain Kehte mehfilo mein zikr uska na tu kar Uske jaise tujhko mil jaye hazaro mein Kami toh yaar mein nahi thi Dil tha mera muntazir shaamein jab gayi thi Tere baare baatein jo kehte the woh sahi thi Tere baare baatein jo kehte the woh sahi thi Kyu yeh tha faasla Kuch bhi na raha Teri baaton ko main Yoon hi sunta raha Chun liya raasta Na tere sath tha Na thi koi khata Aise kyu gir gaya Andheri raaton mein hu karvatein badal raha Hua hai wohi jiska mann mein hi darr raha Yoon dastakein na diya kar tu mere khwaabo mein Lagta soya hu nahi main kayi saalo mein Sata na dena, tu phir se humko Jaate hue, tu phir se na awaaz dena Bas jaan lena, tu meri baatein Kaise kaati hongi maine woh andheri raatein Kaise kaati hongi maine woh andheri raatein
Sanatçı: Arjoon
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:18
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Arjoon hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı