arjun rana kya mai sundar lag raha hun? şarkı sözleri
Alfaaz mere kyun bikhar gaye?
Har saans mein pighal gaye?
Jaane kab kaise dil yeh dukhe?
Arsa hua jab se tum mile
(Kya farak padta hai?)
Koi keh do mujhe
"Zara bas kar na"
Mera dil behke
Zara hass kar na
Kyun sehma nahi?
Meri aankhein bhari
Kyun chahti hai tu
Mera yun jalna?
(Kyun dil rota hai?
Kya samjhauta hai?)
Tum badal gaye
Mai bikhar gaya
Bas hue jazbaat
Mujhe chhoo ke keh de
(AH)
Reh gayi kasar?
Sab toh dikh gaya
Bas hua tera?
Tujhe sar pe lagi toh
(AAAAHHH)
Kya mai sundar lag raha hun?
Sadme pade hain tujhe dikha dun?

