arkid zane morya şarkı sözleri
It's yo' boi
ARKID ZANE here
HYD - 59 se
Vishwaksena
2021
You know me
No
Tho suno phir
Morya re morya
Ganapati bappa morya
Ganapati bappa morya
Ganapati bappa morya
Morya re morya
Ganapati bappa morya
Ganapati bappa morya
Ganapati bappa morya
Morya re morya
Ganapati bappa morya
Ganapati bappa morya
Ganapati bappa morya
Morya re morya
Ganapati bappa morya
Ganapati bappa morya
Ganapati bappa morya
Yeh gaana unke liye hai
Jo mujhme hi mujhse mile hai
Koi unhe kehta hai KHUDA, kehta hai GOD
Koi kehta hai BHAGWAN
Unhe dhoondtha tha main, maantha tha nahi
Poochtha tha koi dekha hai kya
Dekhne ke baad hi tu lena mere paas unka naam
Lekin aaj jo bhi main kar raha hun yeh
Unke bina tho ho nahi saktha
Akela jo nipta raha hun main dus (10) logon ka kaam
Woh yaar hai mere, saath hai mere
Humsafar banke saath de rahe
Yeh gaana main likha, shabd unke hai
Unko mera pranaam
I wanna pray
Vakrathunda maha kaya
Surya koti sama prabha
Nirvighnam kurume deva
Sarva karyeshu sarvadha
Just believe in yourself
That's believing the God
Karle khud pe yakeen
Khud mein milega Bhagwan
Yahan wahan nahi bro
Apne andhar hi tu chaan
Teri kahaani unhe kya maloom
Pehle tu tho jaan
Tere baare mein kya cheez tu hai
Kaisa antique piece tu hai
Soke kaiku uthra subah
Pooch khudse jeena kyun hai
Paison pe hi preet kyun hai
Mehnat se hi jeet kyun hai
Jalke kya karega bhai
Mitjaane wala jeev tu hai
Vakrathunda maha kaya
Surya koti sama prabha
Nirvighnam kurume deva
Sarva karyeshu sarvadha

