arnav218 rakshabandhan şarkı sözleri
Bhai, aur behen ka pyaar, ubhar ke aata hai
Rakhshabandhan ka tyohaar, kya kuch nahi laata hai
Bhai ki behen se milne ki
Excitement hai kaafi
Bhai, hai gift laaya
Behen hai laayi rakhi
Dono ke hi dil mei
Aaya ek duje ke liye hai
Dher saara pyaar
Khaayega bhai yeh kasam
Ke
Behen par karde agar koi vaar
Toh khadi hogi uski warrior dewaar!
Rakhi ka dinn hai aane wala
Abb saara wait hai khatam hone jaara
Bhale hi pura saala
Jhagadte hue hai guzaara
Par assal mei toh hai
Ek duje ka sahara
Aur nahi hai hona
Ek duje ke bina
Kisi ek ka bhi guzaara!
Raakhi bandhne ka time hai aa gaya
Bhai ka gift, behen ko bhi
Pasand aa gaya
Abb toh sabki nazron mei
Hai voh chha gaya
Dono ne ek doosre ko
Galey laga liya
Isliye toh kehta hu ke...
Bhai, aur behen ka pyaar, ubhar ke aata hai
Rakhshabandhan ka tyohaar, kya kuch nahi laata hai
Rakshabandhan hai symbol
Brother-sister love ka
Rakshabandhan hai festival
Poore india mei sabka