asif balli shukar allah şarkı sözleri

Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se Huwa andaza khudke gher k halat se Per shukar allah mein kehta us zaat se Wo deta unko takleefey jo mushkilo se lersake Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se Huwa andaza khudke gher k halat se Per shukar allah mein kehta us zaat se Wo deta unko takleefey jo mushkilo se lersake Ghereeb ghar se per izat karna janta hu Halaat jaise ho shuker allah ka mannta hu Khudko pehchanta hu k meri aoqat kiya Tabi mein rab k agay apna ser jhukata hu Pedta mein school tha sath kerta kam bhi Us waqt bhi kam kiya jab mein tha jawan nai Khelne ki umer me bure waqt se khela mene Or bache nashey na k kabhi unko piya mene Hain bachpan tha kharab Per na tha qasoor mera Mein to shereef tha per duniya ne banaya bura Q k ghereeb tha uthaya subne mujhse faida Ghereeb hona mujhe Lagne laga tha ek gunnah Phir ek din mujhe yaad aya marna bhi he Kerliya toba bure kam ab karna nai he Phir us waqt mene chor diye bure kam Q k bure kam ka hota bura he anjaam Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se Huwa andaza khudke ghar k halat dekh Per shukar allah mein kehta us zaat se Wo deta unko takleefe jo mushkilo se ler sake Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se Huwa andaza khudke ghar k halat dekh Per shukar allah mein kehta us zaat se Wo deta unko takleefe jo mushkilo se ler sake Hain dhowi gadiya mene bhi kisi waqt me Hain kiya mehnat na k pala kisi ters ne Jo bhi kamaya mene khula na udaya Kese paiso ko kerna he use sikha apne gher se Baap kabari mera kerta tim daba Mene bhi kera ye kaam bachpen me kaafi dafa Or meri maa kerti thi jhadupocha banglo me Bacho k liye in dono ne khud ko mushkil me rakha Khair hoti zindagi nahi asaan Kerne partey he aise mushkilo me sare kam Ghar keriaye ka tha aj apna he makaan Shukar allah tera tune duniya ka dikhaya chehra Aise bhi din the jab sadko py tha family mera Koi madad kerne wala nai tha siwa allah tera Hath philaye nai bus kerte rahe mehnat hum Kanto py chaldiya per roka nai apna kadam Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se Huwa andaza khudke ghar k halat dekh Per shukar allah mein kehta us zaat se Wo deta unko takleefey jo mushkilo se lersake Ghereebi kiya cheez he dekha mene ghor se Huwa andaza khudke ghar k halat dekh Per shukar allah mein kehta us zaat se Wo deta unko takleefey jo mushkilo se lersake
Sanatçı: Asif Balli
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:14
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Asif Balli hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı