assa nay ghalib şarkı sözleri
Aap ko chahiye
Ek umar asar hone tak
Kaun jita ha teri zulfon ke sar hone tak
Hazaron khwahishe aisi ke
Har khwahish pe dam nikle
Bahut nikle mere arman lekin
Fir bhi kam nikle
Ye na thi hamari qismat ke visale yaar hota
Agar aur jeete rahte yahi
Intezar hota
Hum ko unse wafa ki ha ummid
Jo nahi jante wafa kya ha
Maut ka ek din muayyan hai
Nind kyun raat bhar nahi aati
Kitna khauf hota hai
Sham ke andheron me
Pooch un parindon se
Jin ke ghar nahi hote
Hathon ki lakeeron pe mat ja ae
Ghalib
Naseeb unke bhi hote hain jin ke haath nahi hote
Hum ko maalum hai
Jannat ki haqueeqat lekin
Dil ko khush rakhne ko
Ghalib ye khayal achha hai
Dil-e-nadan tujhe hua kya hai
Akhir is dard ki dwa kya hai
Dard ho dil me to dwa kijiye
Dil hi jab dard ho to kya kijiye
Ye na thi hamari qismat ke visale yaar hota
Agar aur jeete rahte yahi
Intezar hota
Hum ko unse wafa ki ha ummid
Jo nahi jante wafa kya ha
Maut ka ek din muayyan hai
Nind kyun raat bhar nahi aati
Kitna khauf hota hai
Sham ke andheron me
Pooch un parindon se
Jin ke ghar nahi hote
Hathon ki lakeeron pe mat ja ae
Ghalib
Naseeb unke bhi hote hain jin ke haath nahi hote
Hum ko maalum hai
Jannat ki haqueeqat lekin
Dil ko khush rakhne ko
Ghalib ye khayal achha hai
Dil-e-nadan tujhe hua kya hai
Akhir is dard ki dwa kya hai
Dard ho dil me to dwa kijiye
Dil hi jab dard ho to kya kijiye
Dard ho dil me to dwa kijiye
Dil hi jab dard ho to kya kijiye

