asthra gustakhi şarkı sözleri
Karna tu maaf gustakhi
Dil ki tijori ki maangu mai chaabi
Tu mujhse kyun nazrein churati
Bas tu hi duaon mein shaam o subah bhi
Adaaon se dil ko lubhati
Aaun kareeb toh khud ko chupati
Badhake fir dil mein bechaini
Tu dur khadi hoke muskurati
Mashallah kaise sharmati tu
Dekhu jab tujhko mai aake yun paas se
Zamane ki fikar zara bhi
Na karta mai laapata hosh o hawaas se
Utar jaaun dil ke samandar mein tere
Aur ghol du zehar mohabbat ka
Ya karu sitaaron se baatein mai
Keh du mita de tu bahr e zulmat ka
Likh du fasane toh bante taraane
Hum tumse milne ke dhoonde bahane
Tum itne kareeb ho kyun dhoonde khazane
Aur shayad inn jazbaaton se tum anjaane
Gaane toh kya tumpe likh dein kitaabein
Pucho toh humse hum kitne deewane
Hum sapno mein bhi teri khushboo pehchaane
Nasha tera aisa kyun dhoonde maikhane
Hum baithe bade chill mein
Tu jhaank mere dil mein
Mai bolu tujhe kill me
Yeah baby do you feel me
Mai tairoon bade feel mein
Teri aankhon ke jheel mein
De saans mere gill mein
Kyun tere bina ill mai
Baby ye mera ilm hai
Ye dikhe jaise film hai
Jama du mehfil mai
Jalake saari chillamein
Gunaho mein shamil mai
Aur khoju tujhe inme
Yeah baby do you feel me
Karna tu maaf gustakhi
Dil ki tijori ki maangu mai chaabi
Tu mujhse kyun nazrein churati
Bas tu hi duaon mein shaam o subah bhi
Adaaon se dil ko lubhati
Aaun kareeb toh khud ko chupati
Badhake fir dil mein bechaini
Tu dur khadi hoke muskurati

