atharv balure tarse naina (feat. anushka joshi) şarkı sözleri
Aayi hun teri galiyaan
Milale
Mujhse ye teri ankhiyaan
Sharma gayi mai haaye
Aise ki saari meri,
Taane maare ye sakhiyan
Taane maare sakhiyaan saari
Baatein kre har waqt tumhari
Tarse tarse more naina tarse
Barse barse mori ankhiyaan barse
Bichde jo kuch pal lagte bichde kitne arse
Khair
Aayi hun teri galiyan
Milale
Mujhse ye teri ankhiyaan
Sharma gayi main haaye aise
Ke saari meri
Taane maare ye sakhiyan
(Tarse tarse more naina tarse
Barse barse mori aankhiyan
barse
Bichde jo kuch pal,lagte bichde kitne arse)
Kiya pyaar maine hai beshumar
Maana sirf tumko hai mera yaar
Krna izhar maine had ke paar
Kiya bss intezaar
Haaye ....
Aayi hun teri galiyan
Milale
Mujhse ye teri ankhiyaan
Sharma gayi main haaye aise
Ke saari meri
Taane maare ye sakhiyan x 2

