atharvamusic intezar şarkı sözleri
Phir usi sadak pe yun khada hoon main
Aasuwon ko rok kar data hoon main
Intezar aaj bhi dil karta hai
Aaoge tum lautkar yeh kehta hai
Hai bheed main bhi akelapan
Achanak se hoti hai aankhein nam
Har pal hai bas tera hi Intezar
Aaftaab milkar jo dekhe the
Jaane kahi peeche woh chhut gaye
Par teri baatein woh
Yaadein woh reh gayi
Phir usi sadak pe yun khada hoon main
Aasuwon ko rok ke data hoon main
Intezar aaj bhi dil karta hai
Aaoge tum lautkar yeh kehta hai
Kaise seher aayegi tum bin
Kaise katengi yeh raatein phir
Tum jo gaye
Iss tarah chhodkar
Saasein ruke bhi agar meri
Le jaaye mujhko khuda agar bhi
Karunga mai har pal
Tera Intezar

