auj nawazish şarkı sözleri
Jaana, jaan-e-jaana
Main kasrat se nafrat main teri jalta phirun
Maana, maine maana
Tujhay kosun aur phir tere dar pe bhatakta phirun
Nawaazishain teri
Jo mera naam leti hay teri kaali zabaan
O Jaan-e-jaan
Jaana, jaan-e-jaana
Main kasrat se nafrat main teri jalta phirun
Maana, maine maana
Tujhay kosun aur phir tere dar pe bhatakta phirun
Nawaazishain teri
Jo mera naam leti hay teri kaali zabaan
O Jaan-e-jaan
Main tujhko meri
Ghar ki deewaron main aese chun dun
Sazaaein teri kuch to hon kam
Khuda se tera naam kahunga main jab wo jaana
Poochay ga kisnay dhaye sitam
Maana
Mainay maana
Tujhay kosun aur phir tere dar pe bhatakta phirun
Nawazishain teri
Jo meri syaahi main tera aqs dikhay behisaab
O Jaan-e-jaan