auj sukoon şarkı sözleri

Aankhain Inn mein tu aaj basaa Neendain Ye konsi hai balaa Tera sukoon jahan Jaanay na dun wahaan Aankhain Nam kyun hain ab kya huwa Neendain Tu khatir meri na bhula Tera sukoon jahan Jaanay na dun wahaan Maana ke main he bura hun Tujh se milaa tou Main banaa hun Baatain Theen jahan Chup reh ke main woh tujh se keh gaya hun Neendain Theen jahan Teri yaad main lipat ke so gaya hun Tera sukoon jahan Jaanay na dun wahan Maana ke main he bura hun Tujh se milaa tou Main banaa hun
Sanatçı: Auj
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:52
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Auj hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı