aun buddha şarkı sözleri
Tu jo sochta woh nahi hota
Phir bhi tu kyu soch mai khoota
Dusre pe ilzaam lagana
Khud ko tune ne hi jhutlana
Jane kab se yeh bechara
Tuth raha andhar se sara
Waqt ne he usko samjhaya
Apno ne he usko mara
Aankh bandh kar ke
Andar se jaga re
Duniya choti hai
Brahmand mai ghoom raha mai
Covid ko tu ne he bulaya
Mar kar bhi mukhti na paya
Aaya phir se bhool ke sara
Jo na karna tha kar dala
Jane kab se yeh bechara
Tuth raha andhar se sara
Waqt ne he usko samjhaya
Apno ne he usko mara
Aankh bandh kar ke
Andar se jaga re
Duniya choti hai
Brahmand mai ghoom raha mai