b boii dil toota shayar şarkı sözleri
Tu dekh toh sahi ab kya bolun tere baare mein
Likhun sab dil se jo bhi tere baare sochu mein
Ye duniya abhi jaanti nai tere liye ye banda kitna pagal hai
Tu bhi toh kehti hai ki kitna zyda pagal mein
Ab mein sunta na kisiki
Tuje amar karoon yaadon me
Likhari hoon mein dil toota
Jo aaj ban gaya shayar hai
Vo toh kehta bas thamja abhi kuch nahi hua hai
Abhi bahut zindagi me sehna baaki hai
Tabhi toh log kehte muje dil toota shayar hai
Han ek dil toota shayar mein
Haan ek dil toota shayar mein
Khudko ab kese mein bayan kru
Kitna dafa ander se toota mein
Hum dillagi se tumhe ab chahne lage hai
Tum bhi toh Hume ab thoda chahne lagi ho
Toh aao na tum izhaar Karo apni mohbbat ka
Ye ulfat jo teri baalon ki kar rahi muje kaabu Hein
Ab kahan jaaun muje kuch soojta hi nai
Kise jaake bataun muje koi puchta hi nai
Tabhi gaano me tera zikar kardeta hoon
Taaki jaanle tu ek baar kya dil mera ye keh raha hai
kya Ghamon ki numayish kru itne gham jhel chuke
Jo apne mere kabhi apne hua karte the
Abh vo mujse jalne lage hai meri taraaki dekh
Tabhi toh gairon me dhundu koi apna ek
Tabhi toh gairon mein dhundu koi apne ekkk
Han ek dil toota shayar mein
Haan ek dil toota shayar mein
Khudko ab kese mein bayan karu
Kitna dafa ander se toota mein