badtameez woh pal bhi şarkı sözleri
Aye woh pal bhi kaafi zayada
Khushnuma tha
Jab saath tha na koi aur
Sang tu khada tha
Naa dekhta hu ab kahi bhi
nahi dil lagata
Bas ek teri hi toh yaadon me gumshuda tha
Haa har pahar har ghadi
Ghuma teri hi talash mein
Me har sheher har gali,
Kehna chahta woh baatien
Jo bhi dil me reh gayi
Aankhien bangayi hai doorbin
Door woh khadi
Haa jab bhi dekhta hu me
Toot ta woh tara
Maangta hu bas yeh khwaish
Tere sang bitanana
Mera har pal , dedu saari khushiyan
Tujhko aur badle me lelu me
Tera har gham
Aye aa chale phir saathme safar pe
Kya kehte yeh log beasar hai
Dil yeh rehta besabar
Saari woh teri hi baaton ka asar hai
Tere bin rehta na ab khush
Tere siva chahiye na kuch
Dekhi nahi jaati yeh dooriyan
Tu jo mili toh phir mila hai sab kuch
Aye woh pal bhi kaafi zayada
Khushnuma tha
Jab saath tha na koi aur
Sang tu khada tha
Naa dekhta hu ab kahi bhi
nahi dil lagata
Bas ek teri hi toh yaadon me gumshuda tha
Me laapata sa hogaya hu
Kya patah kaha khogaya hu
Teri yaadon me teri baaton
Mein yun
Naahi kuch me sochta hu
Naahi khudko rokta hu
Picha tera krne se me kyu?
Haa jab bhi kehti woh jhoot
Na dikhta kuch
Hai lagta sach hai wahi toh
Dikhti aankhon ke saamne dil mein
Chupi hai kahi na kahi toh
Kyu karu me waqt yeh zaya
Jab patah hai milenge kahi
Na kahi toh
Me krta mehsoos tumhe meri
Aankhon se behti woh khushi ki
Nami ho
Me kaagazon pe baatien
krta rehta teri
Dil me baatien kayi jata
saku na yeh bhi
Kitna chahu kaise me batau
Haal-e-dil yeh daastan
suna raha tujhe hi
Aye woh pal bhi kaafi zayada
Khushnuma tha
Jab saath tha na koi aur
Sang tu khada tha
Naa dekhta hu ab kahi bhi
nahi dil lagata
Bas ek teri hi toh yaadon me gumshuda tha

