baig jungalon mein ghum şarkı sözleri
Thay jungalon mein ghum
Tha baarishon ka mausum
Humari kahani
Fizaaon mein eik banay hum
Do dil ke darmiyaan
Huwa ye pyaar kis tarhaan
Kay tumhay na yakeen
Baharon mein eik banay hum
Teri baaton main mein ghumta phira
Teri aankhon main me jhumta phira
Teri baaton main mein ghumta gaya
Teri aankhon main mein jhumta phira
Tere bina yahaan hai kuch nahin dilbar mere
Kyon ho gaye hum ajnabi
Hum safar
O yaad he
Thay jungalon mein ghum
Tha baarishon ka mausum
Humari kahani
Fizaaon mein eik banay hum
Do dil ke darmiyaan
Huwa ye pyaar kis tarhaan
Kay tumhay na yakeen
Baharon mein eik banay hum
Teri baaton main mein ghumta gaya
Teri aankhon main me jhumta phira
Teri baaton main mein ghumta gaya
Teri aankhon main mein ghumta phira
Teri baaton main mein ghumta phira
Teri aankhon main me jhumta phira
Teri baaton main mein ghumta gaya
Teri aankhon main mein jhumta phira