bakhtawar ghaffar jao şarkı sözleri
Jao hamein na uljhao
Phir jao, chaly jao
Jao Hamein na uljhao
Ab jao, chaly jao
Tm kabhi haan samjhay he nahi, meri khamoshian meri batain sabhi
Tah kiya hamary dil ny ye, kisi ko is qadar na chahain gy kabhi
Jao, Hamein na uljhao
Ab jao, chaly jao
Jo bhi tha, howa hai sab fana
Hoi veraan see, ye sari jannatain
Ye wafa, na koi bhi dua, adhori reh gai hon jesy manatain
Jao, hamein na uljhao, haan, jao ab yad na ao
Jaoo, hamein na uljhao, ab jaoo, chaly jao

