baliii 499 şarkı sözleri
Kya ab lga ga chaar soh ninyanwe
qalam ne awaaz di senna mera baanway
Tu likhta jaa kon rooke jaande mai sarkari naukar nahi sach bolu diyaan de be
(Kya bole tu kya mai bolu) backing
people are searching for me but
i am in the jail (yea)
People are digging the graves but
I am on the media
Mai gaanu mai likhta hu watan ke liya pharases
Mili hai qalam yai haatu mai pather nahi valley hai volley nahi hote kyu crises nation is killing my rights
mai logu se kru ga fight maangu ga haq mai tehra mujram nahi bhagi tha qaidi hu haathu mai qalam hai paru mai baideyaan
My friends are enemies wadii mai bediyaa
people are missing gaaru mai seediyaan
Daffa toh lazam hai sadku pe seetiyaan
Mera hommie aur mein krr the baatien
Ek daffa ki baat hai padi thi laatein
Padne ne mai jaa rha tha cerfew tha 8 din
Totta tha daffa aur lambi thi raatien
Mera gaanu mai daffan hain raaz
Mera khende pe khadah hai saaz
Tumne kannu mai suna hai shor
Mainay haatu se likha hai doar
Jhoothi nahi qalam yai baatien hain sach meri fight nhi kisi bhi daram se kisi bi desh se bas bolu mai sach kahi bhi dikhe ga galat qalam phir chale ge mange gi haq koi bhi desh ho koi bhi dharam ho ladu ga mai qalam se poochlo jab tak jaaan likhu ga sooch lo
Kya ab lga ga chaar soh ninyanwe
qalam ne awaaz di senna mera baanway
Tu likhta jaa kon rooke jaande mai sarkari naukar nahi sach bolu diyaan de be

