baliii kunun poshpora şarkı sözleri
Meri yaadien dundli mai choti bachi thi
basti mai cordan meri maa mujse boli thi
Bahir andera aur dastak bhi hoo rahi thi
Khola darbaza phir maa meri roo rahi thi
neechay chup gi darr gi thi aankhu se
dekhu darinde Mai gin rahi jo bande thi
maa meri kone mai Seh rahi thi dande vo maarein vo peete maa meri rooo rhi thi
Kissay udure mai kiss se phir baat kru abu ghar se jo nikle the matam tha basti mai chehre kyu utre the search operation jaari basti jo raided thi
Ho raha the rapes kyu aankhu pe pateee thi
Meri kya galti thi
Utre kapde mere
Kamre mai gang aur torch jalay
Muja nude dekh bohat haase
Bohat roe bohat chinki
Krti bi kya mai toh desh ki bachi thi
Achhi thi chup thi sharminda hoti abhi apne Base pe mera case pe baat nhi muja mila kyu Insaaf nhi vo maa bi mar gi vo baat bhi dabb Gi yai qaum ki galti ya phir court ki galti meri Baat nhi sunnti meri maa yaii cheeckhti ynni Thud waathak damm thavv maa haavukh Paan gobri damm chaa thaav
Gunnah kya oosam kya oosam khatah
Minis qaums na pae baa karhass fanah
Baa wanan khudays baa marhaa ki naa
Kochann baa aasaas baa karha ti kyaa
Meean sajda gavah maine dekha kya hota hai maa meri tadpi thi qafir khush hota hai
Dekha hai aankhu se manzar kya hota hai
Baatu pe aamil nahi haq mera rota hai
Stories dying meri baatien yai jhothi nahi
Peetah gaseta kitchen se seedi tak shikva hai chinkhi chilae meri beeti ne dekha hai
Ankhu se poora sach adi aaduri yai baatien nhi munfiq hain log sach likhu gaane nahi
Khela jazbaatu se mai rahi khalis nahi
Das giyara bande the dam gute qamre mai
Lanat hai aasa haiwanu pe beti bachao tum beti padao duniya masroof sarkari kahwat hai beti hu desh ki meri bi chahat hai
Mila insaaf nahi jung ladu aadat hai rahat hai haq mangu mera log kaha bagavat hai kaise mai manu yai rab ki banawat hai
Desh mera momin hai kro bagawat nahi
Kunun likhawat nhi

