baliii let it be şarkı sözleri
Sadhkan paith nairun thaav sa wah
Rakhshak yait fairan thaav sa woh
Bhakshak hain neeta thaav sa woh
Desh mera momin thaav sa woh
Mai mangu inqalab muja mila nahi insaaf
Mainay haq maange mere akh ropay diyan thaf yorr call kraan babb waniyo chutti lang zuu futee taas gasan hartal paith phone gasan thapp yiwan udd towera zuvv wandee baa che moji
pehle sadku pe chala goli chali log mare
Din dhalay qabar khude drugs bikay thugs dikhe , goli chalay ,beta mare
Rapes hua, rage dikhe
Mai watan ke liya tarane du boziyo woh rapper yait katiya watan mai reh ke bahane de
Sitam yait katiya koi na bole mai galiyoon mai khud ko awaaze du
Padho kitabe hum padhe janaze bas itna he safar hai falak ka chand se dekhu mai aakhu se hadse , haath se likhu mai gum watan ke naam pe , haatu mai qalam hai baday hain fasle baggi tha bhagi hu qalam ko jaan le kra ga kya pass mere pather nhi watan nhi lafzu ko maan le lafzu pe diyaan de
qalam leke ladu ab main jung tumse hum terrorists nahi bhai hum toh tehre artist hain
Sadhkan paith nairun thaav sa wah
Rakhshak yait fairan thaav sa woh
Bhakshak hain neeta thaav sa woh
Desh mera momin thaav sa woh

