balraj shastri umr guzregi (feat. raxit gajjar & vanraj shastri) şarkı sözleri
Umr guzregi imtehaan main kya
Daagh hi degi mujhko daan main kya
Umr guzregi imtehaan main kya
Daagh hi degi mujhko daan main kya
Meri har baat be-asar hi rahi
Naqs hai kuchh mere bayaan main kya
Umr guzregi imtehaan main kya
Daagh hi degi mujhko daan main kya
Woh mile toh yeh puchhna hai mujhe
Woh mile toh yeh puchhna hai mujhe
Ab bhi hun main teri amaan main kya
Haan ab bhi hun main teri amaan main kya
Umr guzregi imtehaan main kya
Daagh hi degi mujhko daan main kya
Yun jo takta hai aasmaan ko tu
Yun jo takta hai aasmaan ko tu
Koi rehta hai aasmaan main kya
Koi rehta hai aasmaan main kya
Umr guzregi imtehaan main kya
Daagh hi degi mujhko daan main kya

