banty patil dulhe ka sehra (incomplete love story) [cover] şarkı sözleri
Laaj baabul ki jise khud se bhi hai pyari
Jaan apne Aaj usne pyar ki vaari
Hai Naya jeevan, nayi kasmein, nayi uljhan
Hoth hai kamosh lekin Dil me hai tadpan
Mushkil...
Mushkil Mushkil aashiq ko bhulana lagta hai
Dulhan ka to dil begana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka to dil begana lagta hai
Pal bhar me kaise bikharte hai sapne
Mar jana mujhko asaan lagta hai
Mushkil aashiq ko bhulana lagta hai
Dulhan ka to dil begana lagta hai
Main teri palko ke saaye me rahi babul
Kar diya mujhko khada kis mod pe babul
Pyar manga tha jo mujhko na diya tune
Zeher hi de dete mujhko o mere babul
Mushkil...
Mushkil aanshu ko chupana lagta hai
Dulhan ka to dil begana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka to dil begana lagta hai
Pal bhar me kaise bikharte hai sapne
Mar jana mujhko asaan lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka to dil begana lagta hai
Ohhooo
Hohohooohoooooo

