bass-sick taz 3 am pain şarkı sözleri
Ab Jeena mai cahu bhala kyu
Jab mar chuki andar meri rooh
Mujhpe hasne ka fir mauka tumhe du
Raha na apna na mera koi vajood
Mai tuta roz itna kya karu
Kabhi lage saali ye duniya chor du
Roz mile mujhe taane itne kyu
Na mera baap na h meri ma mera sukoon
Lage meri hasi se ki mai bahut khushnaseeb
Par ye khushi nhi asal me hai bilkul shareef
Rehti meri ankho ke hai aansu bahut hi kareeb
Par mehfilo me inhe mai na hone du shareek
Kyu lage jese bech du bazaar me ye zindagi
Ya fir nashe me hi naso se mai khich lu ye zindagi
Puchega kon kis wajah se ye jaan chali
Kimat nhi meri lage jena bhoj har ghari
Saans nhi aari kaha jau
Bas mar jana mar jana chahu
Ab raha na mai kisi ka saga hu
Bas mar jana mar jana chahu
Saans nhi aari kaha jau
Bas mar jana mar jana chahu
Ab raha na mai kisi ka saga hu
Bas mar jana mar jana chahu
Muskurata rehta hu to sochna na ki
Mere halaat bht behtareen h
Sach bas itna h ki
Mai sach dikhata nhi kyuki
Ye jhuthi muskaan hi lagti haseen h
Chala jaunga sab chor ke ek din
Us paar jaha shayad kisi ki koi awaaz na hogi
Aur tab mil jaega har ek ko sukoon
Jab mere kabar pe mere maut ki hi azaan sirf hogi
Khuda tu aake zara haal mera dekh
Upar khali betha kyu tu karta fareb
Teri nazro me raha na kya mai banda nek
Chinta h khushi mujhpe dard deta fek
Mil ke hi tujhse sidhe karunga mai guftagu
Chor rha tjhe koi aas bhi na ab rakhu Dharti pe tha mana khuda raha na vo hubahu
Kisse hi umeed rakhu kis ke aage haath jodu mai
Karu kosish ki sab rahe sang
Aur mai karu kosish ye nafrat ho kam
Par smjhe na koi kitne karu mai karam
Dil me hu basata jisko vahi kare aankhein nam
Bharam mera tuta ki apne mere kai
Jo khoon ke the rishte ab to vo bhi sage nahi
To kehne ko hai baate aur kuch bhi bachi nai
Shayad ye akhiri pegam mai jeena cahta nai
Saans nhi aari kaha jau
Bas mar jana mar jana chahu
Ab raha na mai kisi ka saga hu
Bas mar jana mar jana chahu
Saans nhi aari kaha jau
Bas mar jana mar jana chahu
Ab raha na mai kisi ka saga hu
Bas mar jana mar jana chahu

