basu constant şarkı sözleri

Har din mai sochu subhe uthke school mei milunga tujhse Haan Tu Meri class mei aayegi upar chadhke seedio se Haan baithegi mere bagal pe kursi pe nai tablon pe Haan teri jo pheli mehak aayegi Yaad dilayegi mujhko pyaar hai tujhse Haan laanat hai khudpe Ki pehle nai liya jo tha mere saamne Lekin ab khush hai Puraani jo galti hai rehti ateet mei Ab likhu mai beat pe Haan mallon mei jaake hum pictures khichaate aur meri jo favourite hoodie thi woh teri peeth pe Haan 14 ki chat pe baithe runway ka nazaara dekhte Haan lagti thand hai lekin ek doosre ki hum garmi sekte Haan kabhi kabaar hum kush jo leke baithe bt lete Karte woh bhi saath mei lekin aisa nahi ki akele sehte Tujhse door tha baitha khista gaya Teri taraf mai Chhat ka farsh tha thanda kyunki barsaat ka samay Har shaam ko dekhe sooraj ko doobte ghadi bhi dekhe time bhi kam hai Haan tere baal the khule hawa se ude dekh khatam mai Andhera ho gaya hai ab toh ghar tu chaleja Par mujhe nai jaana mujhe bas rehna yahaan tere saath Haan mann karta hai yahaan chat pe rehlu saari raat Aur karu mai tujhse baat mere haaton mei tera haat Haan bade hoke ek hi rehene ka dikha tu sapna Ab doosre shehero mei hum rehte lekin chalta apna Haan roz raat ko whatsapp instagram pe vc chalta Rehte ek doosre ke liye haan jab bhi ghat ti ghatna Ab toh dekh tu Bombay dilli Ke jo beech mei meelo doori Kya kar sakte hai majboori Hoti nai hai saari khuayeshe poori Lekin mai khud bhi Kar bhi nai rha tha Aise jo kaam Jo kare mere un wishes ko true bhi That's how it should be Merko nai pata tha Papa ne kaha tha Dilli mei lapata Ho jayega khamakha Ep meri katha Baaki ko kya pata Jo mere paas the unko toh sab pata Janta ko lagta mai dukhi sa launda tha Galat nai woh bhi mai woh bhi mai likhta tha Kalam aur khata tha Pen se tu haat hata Seedhi tu baat bata Seedhi tu baat bata Seedhi baat nai keh sakta mai Mai jab baat karta hun rhyme hi karta hun, aur? Chal Daksh, take it from the top? Starting se? Let's go Yeah, let's go Jab aati andar class ke tu same na lage Ladkon ke ghode pe lagam ghode pe brake na lage Aankhein chupate tere baal aankhein sek na sake Last bench pe baitha karta tha tu dekh na sake Note likhte pakde gaye to tera pen dabana Chote haath tere kitne kehke mera satana Chota sa kamra bhi tere aane se hai lagta gharana Insecurity pe meri tujhko thodi parwa na Haan tujhko samjhana kitna pyaar karta tujhse Paheli suljhana mushkil na ki zyada khudse Baatein to aisi jaise tu na pehla khwaab savere ka jo na bhula sakun mai chahta raaton raat andhere Zindagi hai lagti choti baatein dil me hain kayi Jaise rakhe saare khat hai mere tu jo degayi Sambhaal ke, bed ne neeche daal ke vo hain vaheen Ghar wale dhundte vo shirt tu jo legayi Hoth band baaten kum karte hum to samajhna Kaise aati tujhko baatein ye hawa me udh palatna Jaise scene ye to movie ka duppate par hai fasna Meri watch ka zaroori ho kahani meri poori Jo banadun tujhko apna aa sunadun vo dhadakna mere paas se guzarne pe jo aafaton ki nagri Dil banana kya zaruri hai sifarishen adhuri karti khwaishen tu poori lagti kaise ye huzuri Banna romeo tha feka patthar kaanch pe Maafi mangu aaj tak jo papa tujhko daant te Saatvi se aakhri ka naam apna dena chahta tujhko password anjane me jo papa daalte Tareek kaise yaad ab guzar gaye jo saal hain Fisalte girte dil ko apne tujhse hai sambhalte Jo shauk chadh gaye the sar pe ban gayi hain aadatein Subeh ki text wali baat yaad aati class me
Sanatçı: Basu
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:49
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Basu hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı