bbr bhaderwahi dost bura şarkı sözleri
Yeh yeh BBR
Dost bura main Dost bura drill
Time lage sare khule ge raz
Lafz angar yaha lagi hai aag
Dooa utha kuch huwa hai khak
Jala hai dushman mili na rakh
Kami nahi yaha dost hi dushman
Dost nahi mujhe mile hain sanp
Sanp to hain par bhule na baat
Waqt na leta nikalu ma dant
Dost hain kehte ma dost bura
Kante ke chot pe diya chura
Zakhm ke sath main chal diyaa
Sar ilzam ma liya pura
Kahi se main jo nikal gaya
Wapis na ma fr kabhi mura
Peeche na dekhu focus hai future
Past se seekha hai baki kura
Dimag se karu ma click
Baatein jo kru ma sick
Kam hai zada or time hai kam
Par mili hai mujhe ek trick
Dimag se karu ma click
Baatein jo kru ma sick
Kam hai zada or time hai kam
Par mili hai mujhe ek trick
Acha jo bana ma bura hi mila
Wafa ka mujhe na sila hi mila
Samne ma kisi ke roya ni par
Takiya subha gila hi mila
Bolta ma kisi ko kya hi magr
Bolta bhi kisi ko kya hi farak
Khud hi khudko dilase diye
Badla ma khudko or kiya sabar
Kisi se mila na piya main
Kisi se gila na kiya main
Kar ne ko krta ma bahut kuch
Par kisi ko danda na diya ma
Teer tha baatu ma seena pe laga
Ansu na ankhu pe pata na laga
Dara ma raatu ma un dinu bada
Aya wo khabhu ma raha na saga
Tha saga hi liya maza hi piyaar mera shakar jaisa
Ki wafa ni di saza hi tod diya dil ghar jaise
Wo raha na Fark pada na dil mera patar jaisa
Kuch kaha ni safa bara ma sath kalam to dar kaise
Aja main le chalu tujhe meri jaga
Hona chahiye mujhe tujhe hona chahiye kafa
Yaari ki dilse maine kari puri wafa
Dokhe ki mili tujhe esi kaisi waja
Sawal kai jawab ni
Chilya bahut awaz ni
Khud hi gor jo maine kiya
Pata chale hain raaz kahi
Dafan bane ge saaz yahi
Ye raaz rehe abaad yahi
Soya ni roya hu raat kai
Dard bhi lage abh khas ni
Kisi ki batein jo lagi hain dilpe roya hu bahut baar
Dard chupaya smile ma hone kisko diya ehsaas
Dubane ma lage hain wohi jinke sath jana tha paar
Hara nai paye wo mujhe yaari main man li mane haar