bbr music badlaav hindi rap şarkı sözleri

Pehle maa baap baad maine piyaar rakha Mana sabko bhai kisi ko na yaar rakha Wapis kiya bus kisi ka udhar jo tha Acha ho ya bura sabka hisab rakha Mujhko kehte galat dud ke ye dhule ni Achi baatein bhule buri ko ye bhule ni Sath raha inke ine jab zarurat thi Pukara maine jab piche kabhi mude nahi Chalo chor do mahi mana galat tha Jo bhi huwa sath mere liye sabak tah Kho diya jo maine mana sadka Goli maro piche age dekho badta Raste badal diye manzil maine chodi ni Jo karte umeed maine kabhi todi ni Khela ni jaha waha kaise haara ma Galat game galat race maine dodi ni Competition ma ni dikhe mujhe koi yaha Khud se hi race khudse hi jung karu Behtar karna chahata khudko ma khudse yaha Khudse hi ma khud compete karu Par Age level jaise bada stress level waise bada Sath sare par duk ma ni koi khada Kader ni thi par raha ma wahi pada Aaaj kehta khudse chutiya tha ma bada Inke basme ni yaari inke bas ma ni Sach ni bola khai juthi kasme hi Marne tak tere sath yehi khete the Badal gaye yaar wo din daswien hi Do muhe log paisu ka hai bus rog Sacha piyaar kaha yaha raha bus shok Bewafa bewafai kar nikal jaye Wafadar ko mile yaha bus dosh Tapti dhoop hai ye saya kis se mangu ma Hasi chere pe hai dard dikhe ankhu ma Kaat gaye wo dard nahi tha tangu ma Raha kya farak Dost or sanpu ma Jansu ma inke fas gaya tha bahut bura Rishta bacha rahe kiya pariyas pura Tut gaye rishte dil bi mera wahi tuta Sath diya khudka sathio se sath chuta Tuta ghara wo sabar se tha jo bhara Mushkil tha par yaad se ma uski lada Nikal diya une dilme jo bhi galat the Dilka mera ghar dekho aaj khali pada Khali to ghar sakoon yaha mile bada Kisi ka bhi yaha khap khana nahi raha Nafrat roshni se andhere se hai piyaar bada Milta sabse par hakikat ma door khada
Sanatçı: BBR MUSIC
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:43
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
BBR MUSIC hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı