be spark bahana şarkı sözleri

Sanket tu samjh hi nahi sakta mujhe Sachme Mere dil ki nadaani mere dil ki zubaani 5 saal pehle me 18+ ho gaya Umar na phir bhi pyaar me kho gaya Garden me dekha usko flow me behe gaya Garden me baithe baithe Cadbury khati woh Harr baat pe woh nazre milati Ishare ishare pyaar me dubati woh Dadagiri jaise ghar me neta thi Queen thi woh maalkin thi woh Mithila Palkar jaise slim thi woh Mr.Bean tha main afreen thi woh Wife lage mujhe jaise Mr.Bean ki woh Zaalim rimzhim uske seer ki ye bindi Jaise mujhe laga sagar jalpari woh bandi Bandi se pyaar Mera sabko bawal Harr time mann lage uska Khane pe sawaar Curly the baal uske lips lal lal Uske gulabi vo gaaluski hirani ki chaal Uske Ghar me thi car woh khud sarkaar Mere khandhon pe tha Mere ghar ka ye bhaar Phir bhi sabse jyada kiya Maine usse hi pyaar Mere khandho pe tha Mere ghar ka ye bhaar Phir bhi sabse jyada kiya Maine usse hi pyaar Phir bhi sabse jyada kiya Maine usse hi pyaar Nakli ghar ki kahani sandesha nikla Asli uska bahana wajah paisa nikla Nakli ghar ki kahani sandesha nikla Asli uska bahana wajah paisa nikla Nakli ghar ki kahani sandesha nikla Asli uska bahana wajah paisa nikla Nakli ghar ki kahani sandesha nikla Asli uska bahana wajah paisa nikla Harr baat din raat miss toh kiya Dekha Saath me tha koi confuse kiya Excuse de ke refuse kiya Maine smile de ke fir assume kiya Kahani me laga koi villain tha aa gaya Sadhu bana Ravan seeta Lanka tha le gaya Thriller tha pyaar phir suspense tha nikla Ghar pe aake chadar leke chup chap so gaya Bhool gaya tha usko Q yaad aayi phir se Tasveer thi paas aur gaane Arijit ke Sapno me thi jisko chaha tha dil se Raaz ki baat woh nikli sangeet se Darr ke Kahani puri maa ko bataya Maa ki baaton ne puri kahani suljhaya Sacha pyaar nahi pehla chahiye rupaya Sabko pyaar nahi pehla chahiye rupaya Nakli ghar ki kahani sandesha nikla Asli uska bahana wajah paisa nikla Nakli ghar ki kahani sandesha nikla Asli uska bahana wajah paisa nikla Nakli ghar ki kahani sandesha nikla Asli uska bahana wajah paisa nikla Nakli ghar ki kahani sandesha nikla Asli uska bahana wajah paisa nikla
Sanatçı: Be Spark
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:52
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Be Spark hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı