carvaan records laxman lb king şarkı sözleri

Bhaiya ji ko jate dekh shesh ki ankhe bhar Aayi Raah me raksha kaun karega sath me le chalo ye bhai Maarg me sewa karne ko sath chale wo bhagwan ke Jaate jaate ruk kar dekha ro rahi ankhen Chup mann me Urmila ji ne namm ankhon se laxman ji ko Vida kiya Pran nath ko Bina mile bas dur dur se juda Kiya Ankh se ansu chalka jo Sagar mano beh Gaya Rajkumaro ke jate sab piche suna reh gaya Chale nibhane vachan diya jo laxman ji raghav ke sath Sita maa or bhaiya ram ko karu sehyog main har halat Kasht harunga bhaiya ke sang me sita maiya ke Raghav ji bas kare aram main Pehra dunga Puri raat Lanka gayi hai vaanar sena seeta maa ki khoj me Bajrangi ko mili hai mata padh gayi dekh ke soch me Sheesh jukha kar diya parichay maa main raghav doot hu Apko dhundh rahe hain raghav chalo main Pawansut hu Yudh nitiya shuru hui Indrajeet ne chhal kiya Prabhu Ram ko Sita mata ke kashton ka pal diya Raghav dekh na paye manzar janki jese khone lage Sheesh dekhkar janki ka prabhu phut phut kar rone lage
Sanatçı: Carvaan Records
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 1:50
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Carvaan Records hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı