d brave kanak syaahi şarkı sözleri
Kanak syaahi meri
Khanakte kore kagaz
Apne shabdkosh se
Main maap dun
Ye pura sagar
Aakar dekh kitne
Saal se hain tap rahe
Aagaaz karne se pahle kyun Barishen julam sahe
Ye kahte ankhon ankhen daal
Tere bas ki na hai
Pta na unko ke ye teer
Mujhko lagti Yahan hai
Sunn bhi paoge
Kis raaste se chal rhe
Ke raah mei hain kaaten
Ke kaaton se ye raah bane
Kahe na mujhse koi
Kya Sahi hai mujhko Karna
Sangeet prem mera
Geet sang mera marna
Talab hai talib ke
Shristi mera naam jaane
Akele chal diye hain
Aage inzamaam aane
Tanha hai Safar ke
Darr mujhe dabochti
Ke mujhko na khabar
Ke duniya kya hai sochti
Likhna passion
Nason mei hai rawangi
Mahsuk hai alam
Isii se hai dewangi
Halaat se na aaken
Mujhse mera kaam Jane
Aane hai wahi Jo laate
Hain ham khich ke
Ke sikhte wohi
Jo babasi se sikh le
Anaaj milti utni
Hai jitna bete sichte
Khare hue wohi
Jo ankhen hai na michte
Ke Apne dhage weak
Orr dusre ki khichle
Pta kal weak the
Kalam jo bana hai baishakhi
Tairaki dariya mei
Syaahi meri paushakhi
Gire na jism ke
Hawa Chala lo tum purwahi
Gwahi ankhen
Ke ye isq Kitna lekhni se
Pta sangharsh hai
Ye bolkar Kare manahi
Na soche feelings ki
Na fikr inhe hai zara bhi
Lta hai bheed baithi
Mashwarah hai chor dena
Toh karke sokhiya
Ye chorne mei hai bhalai
Ye dil hai tore
Sutta maarke jo damm bhare
Nasha Sangeet phir v
Ye baaton se julam kare
Mai chuptha kal ke
Syaahi bas thi naam ki
Aaj aage ke
Kala Kalam ki saadgi
Rawangi junoon mei
Alag rahe ham bheed SE
kal the naam 100 ke bich
Aaj naam lakhon mei
Sifar ki sidhi se
Nigahen meri arsh par
Ke tar bitar tha scene mei
Ke Jaise aaya mahsar
Kar gujar Chala gaya
Mai hosle ki ganth bandh
Hosle ke sath
Khud SE dukh Main bant Kar
Halaat pe na tippani ke
Jarf se hai wasta
Aaj likhdu jazabaat
Nisaab ki na sochun kyunki
Kanak syaahi meri
Kharakte kore gagaz
Apne shabdkosh se
Main maap dun
Ye Pura Sagar
Kanak syaahi meri
Khanakte kore gagaz
Apne shabdkosh se
Main maap dun
Ye Pura Sagar
Kanak syaahi meri
Khanakte kore gagaz
Apne shabdkosh se
Main maap dun ye Pura Sagar