d-psycho zindagi şarkı sözleri
Mere is ganne me char saal kah dard he
Harek sabdh likha sab usme sab sach he
Mere yeh maa baap kaa mujpe yeh karz he
Meh gahta tu sunta yahi toh sala farak he
Yeh duniya ki kya baat karu yaha toh sab ajeeb he
Har taraf har chezzo koh jaha bhi dekho kharid he
Gareeb logo ki akho se yeh akho bhi nazar he chupti
Dill se nahi paiso se pyaar ki rooh he tarsi
Kudh koh hi mahan bolne me inki he Rai he sachi
Kabhi pyaar kabhi maar pe yeh zuban latakti
He yaad purane dhuk ki yeh soch gawa rahi he
Apne koh andheka kar andhere meh rakhva rahi he
Nahi he asan jeena aaj ki yeh duniya meh
Majburi me kaam karte ban jate yeh matlabi
Takrana naa mujse mere kaam or mere bich me
Zinda dafna dunga bina cement aur iit me
Zindagi ek baar bhi yeh naa ruki ye
Zindagi ek baar bhi yeh naa juki ye
Zindagi pal pal meh yeh cha chuki ye
Maut kaa dusra nam he zindagi
Sidhi sidhi chal rahi thi baat ho rahi he zindagi ki
Khushi yeh chakar bhi aur pakar bhi nahi he milti
Koile ki khaan meh nahi he milte hiire moti
Abhi joh yeh jaan he kal mitti aur rakh meh milti
Girte girte uthna sikha pero per yeh chalna sikha
Dill ki yeh badhas mene chupa kar dabana sikha
Mehnat se yuh karna manga phir dekho daar na bhaga
Sun keh log bolte he age kya karega sala
Meri marzi pe hi chalta kisi aur kaah kuch manta
Jitna paya jitna manga kisi din yeh kho hi jata
Rishte yeh nibha tha har koi jab baat aii gi nibha ne
Ki tab bhage ge yeh janke bhi
Yeh rishte naa hote vado ki
Vado ki lakire likhi jati sidha pani pe he
Juthi baate karne ke liye dekho yaha kagazz bhi he
Sabdho keh dere mere muh se nikale mene
Akho se yeh khun nikale sachi baat dikhai he mene
Samundra kitna bhi ghera shark ka hi hota he phera
Do tarfi yeh tera chera kisi kaa na hoga mera
Zindagi ek baar bhi yeh naa ruki ye
Zindagi ek baar bhi yeh naa juki ye
Zindagi pal pal meh yeh cha chuki ye
Maut kaa dusra nam he zindagi