d team gulaam parinde (feat. n'vin & hr!shi) şarkı sözleri
Yeh kis disha yeh kidhar ko chala
Ye din dhala pr uudhar kyu chala
Jaane kiski salah sunke hawa sang chala
Hai ye gulaam parinda hai
Ye gulaam parinda hai ye
Gulaam
Abe hum toh Khali hai
Padhe leekhe aur gyaani hai
Seedhe pade een sofo sutte ke saath jawani hai
TV par dekhe uunko aur aise hum bole
Jaise ki voh khali haath payr aur paiso ko tole
Jama kr ke voh logo ki pooj chalae apna ghar
Jalae dusron ki sukhi roti, sajaye apna rath
Sadae uunko aur zhopdi
Kaudi kaudi voh jodi jo humne chori
Thodi na daya chodi todi har haddi
Kaat khae boti boti
Sab voh janate ky tum logg Uun ko maanate
Khade hai seena tanake fir bhi tiranga haath meih
Kya sangharsh uunka janatr
Nahi
Khade hai saath meih tumhare
Yeh sab jaanke pariwar andhakaar meih
Janam se nhi karam se veer bante voh
Goli khane chaati par jo janmante marte nhi voh
Aise jeet te geete voh farzi tum vardi hai voh
Desh banta hai tum se toh desh chalwaane wale voh
Parinde hai ye
Na hai jo aankho ke saamne rakha jaam hai voh
Dino dino ke khwabo shaam hai voh
Aankho se beheta naami jhaag hai voh
Yeh kis disha Yeh kidhar ko chala
Ye din dhala pr uudhar kyu chala
Jaane kiski salah sunke hawa sang chala
Hai ye gulaam parinda hai
Ye gulaam parinda hai ye
Gulaam
Rokde ki gulaami par zor deta zamana
Khilaaf agar nikle toh fir shor deta zamana
Meherbaan duniya uspe paiso se jo pehelwaan
Sahibaan, kadardaan kehte bade log
Sunna agar tujhko tareef toh mehel baandh
Warna chhod deta zamana
Sharafat aur khurafat ki jugalband hai kayamat
Kuchh kehna mat is duniya mein tu ghabra mat
Andar khoon khaulta tu sharma mat aur
Poori aankhein khol ke khulle mein dekh
Aur akad ko aadhe mein tod ke koode mein fek
Aur itna mat soch
Achhe bure logo yaha nikalte
Kuchh waado par hai khade
Par afsos
Kuchh bahano par fisalte
Tabhi toh karte rehte Ulta kaam
Daulat jiski nauka usko
Mehnat uski roka jisko
Gunehgaar kaun aur thoka kisko
Ye apni hi parchhai se bhagta samaaj
Sachchai sambhaal na paaya
Tabhi toh naubat jispe hai dhoka usko
Hum thode aage par hum rhode se pichhe bhi
Ye bika darbaar mukadme ke hathode ke niche nahi
Tabhi toh tay nhi kar paata ki hakdaar kaun aur mauka kisko
Yeh kis disha yeh kidhar ko chala
Ye din dhala pr uudhar kyu chala
Jaane kiski salah sunke hawa sang chala
Hai ye gulaam parinda hai
Ye gulaam parinda hai ye
Gulaam