d1shan tere hone se şarkı sözleri
Tere hone se hi hun main
Ab aur kya kahun main
Jaise zindagi ki shaam mein Yun hi aayi tu ban ke subah
Naino ka tu Sitara
Saason ka tu sahara
Tu hai to hausala hai
Duniya ke gham sahun main
Tere hone se hi hun main
Kabhi jo rukey na khushiyon ki aisi khilti mahekti dhara
Dil ko bhi mil jayega tere sang behtey-behtey kinara
Khwab sunehre tujhse judey hain
Tu hi Maan Mera
Tu Hans de bas ho chahe sab kuch qurbaan Mera
Tu pyar ki hawayen
Tere sang hi bahun main
Kabhi dhoop ka safar ho
Chhaya Teri Banu main...
Tere hone se hi hun main
Tere hone se hi hun main
Ab aur kya kahun main
Jaise zindagi ki shaam mein Yun hi aayi tu ban ke subah
Naino ka tu Sitara
Saason ka tu sahara
Tu hai to hausala hai
Duniya ke gham sahun main
Tere hone se hi hun main