dade farzi şarkı sözleri

Kabhi sochon ke chand pe behosh hon Kabhi sochon ke neend ko me khojon Kabhi sochon ke khud ko dhondo Kabhi sochon ke kia me madhosh hon Karun ye sawal roz me khud se Ke kab aye ga sawera badly jo din mera Karun ye sawal me rooz us zaat se Ke kab kis waqt badlay wo waqt mera Wo sunta sab ki Me suno rab ki Baat he yeh tab ki Baat he us waqt ki Baat he ye haq ki Par baat he ruswayi ki Ke dil me chor ke har jaga he iman mera Sunaon ab beeti yehi he ab kam mera Karun baat me haq ki bas ye hi he ab kam mera Mujhy nahi fikar k kon mera nam lewa Me or mera haal ek dosry ko daat deraha Daat deraha he hal mera Haal mera Sath deraha Khud ko mana k Kalam likhraha jan leva Jan lena Tum meri baten Me khud se kam milta Kab kri mulaqaten Me dekho aine ko bhi ab muskura k Me kro baaten bas geet gun gunaty Kar raha safar zindagi ka hus husa k Kary hn kuch kam esy chalo bach bacha k Panon pe dard me likho Yaqeen se sir uncha Phir me harf na likho Or phir me dard youn likhon Jesy mar k jeyon Wesy kar k jeyon Waden hn khud k youn Na kabhi mar k jeyon Baten ye farzi Karta me jaon Ho me kon Chalta bas jaon Baten ye farzi Karta me jaon Ho me koon Chalta bas jaon
Sanatçı: Dade
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:17
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Dade hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı