dak$h dobara hasa şarkı sözleri

Hua tujhe jo bhi tha kya pata Fasa akela ya do tarfa Dum liya cheen mai juta na saka Agey ka haal abh tu hee bata Chal dun mai raaste apne alag Agar mai vo baaten bhula na saka Wafa ki ye baaten tu firse na kar Aakhon me dekh dobara bata Dobara bata Kaha tha ki kamiyon ko faand Ke chal kaheen saath Chodhe saare peeche rakhe sadiyon Se gum mere pass jo Rakhi padhi baate jo mai darta tha Karne se aaj vo Man ke vo tere sune log jinhe teri zubaan Dekh ke dobara hasa Maaf kardena mai daba na saka Has ke mai talun jo bata na saka Seekha maine tujhse tha hasna Bahana mai bana na saka Mai dobara hasa Maaf kardena mujhe aana saka Aakhen tarasti dikha na saka Kamzor ye dil mai mana na saka Mai dobara hasa , mai do Tu purana nasha Samajh na paun kya bura ya bhala Galat lagge tu kya bala ya dawa Saade bara baje tujhe aati kyun yaad Meri raaton ki neenden Kyun karne kharab deta tujhe Jaise sapna bura tu naqab Hata ke dikha kya bachi Hai zara si wafa Ya chupa ke rakhi hai Kaheen aur tune kahan Kaha tha ki kamiyon ko Faand ke chal kahi saath Chodhe saare peeche rakhe Sadiyo se gum mere pass jo Rakhi padhi baate jo mai Darta tha karne se aaj vo Man ke vo tere sune log jine teri zubaan Dekh ke dobara hasa Maaf kardena mai daba na saka Has ke mai talun jo bata na saka Seekha maine tujhse se tha hasna Bahana mai bana na saka Mai dobara hasa Maaf kardena mujhe aana saka Aakhen tarasti dikha na saka Kamzor ye dil mai mana na saka Mai dobara hasa , mai do Mai do Mai do
Sanatçı: dak$h
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 2:35
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
dak$h hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı