darzini lamha şarkı sözleri

Chamke ye ham dekh apni kalam se Nafrate kai saari jhela maine Sharam se jhuke sar bure ye karam se Jo diss kare mujhe aake kela lele Teka lele tu sar ko per se mere Naak ragadke bhi maafi ka paatr nahi Fir bhi ye neech aaye lene lafde Grahan mai tera beta deta hun laat wahi Bhai ke muh se nikli ye aag kaise Lagta tha jinhe mai ho gaya khaak Phoenix mai beta janm leta hun raakh se Maru mai hard toh chillayega oh Faak Chal rakh beta phone fursat me na mai Stage shows ke liye nikalna hai Chane chal baad me ghodi tu ban na Abhi music ki aag me pighalna hai Ab hai meri baat baaki Aajkal jo maine suna Nafrat ki aad me tum Chahke bhi kardo zara Aazma ke dekh lo tum Mai bhi aaunga yaha Haan yaha Haan yaha Haan yaha Ab wo baate hai puraani Ruk gayi meri kahaani Ab sunlo meri zubaani Ab mai na raha tanha Ab wo raate hai puraani Fir shuru meri kahaani Fir sunlo meri zubaani Jeetunga mai hi ye lamha Vella tu Akkal nahi hai Beta tu awwal nahi hai Maanjhe ka kaanch tu kaat ta haath hai Zehrilla saanp tu nahi hai Jab ham khade beta Sab nam pade dekha Harr dam sade rehta Mere se tu aaj bhi... Bak bak kare baitha Marz tu bane baitha Farz ye mera beta Kardu ilaj bhi Is game ka doc mai khoon me gussa hai Rage me mai ugalta hun aag bhi Fame ke bhooke tu Goon V Khusra hai Jala ke teri mai kar dunga raakh bhi Aankh uthane ki aukat nahi Aur haath uthaane ki baaton me sher hai Saamne aake toh Shaukat nahi Akele ye Phuss saari gang wali bheed hai Ab hai meri baat baaki Aajkal jo maine suna Nafrat ki aad me tum Chahke bhi kardo zara Aazma ke dekh lo tum Mai bhi aaunga yaha Haan yaha Haan yaha Haan yaha Ab wo baate hai puraani Ruk gayi meri kahaani Ab sunlo meri zubaani Ab mai na raha tanha Ab wo raate hai puraani Fir shuru meri kahaani Fir sunlo meri zubaani Jeetunga mai hi ye lamha
Sanatçı: Darzini
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:15
Toplam: 28 kayıtlı şarkı sözü
Darzini hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı