D*Note şarkı sözleri

D NOTE THAT'S SO LIT DAWG Kabhi lage mujhe zindagi bhi maut si Kabhi chahu teri hojaye wapasi Mile bohot hai par, na mili aap si Rishte dil me the na the vo kabhi kagazi Dil mein batein thi vo batein hai aj bhi Suna tune boli batein jo raaz thi Mile bohot hai par, na mili aap si Rishte dil me the na the vo kabhi kagazi Tu mujhse gayi door tujhko koi farak nahi Banaye meine gaane tujhpe tujhko bhi to khabar nahi Bistar pe hu leta laga leta qabar pe or, Adatein bhi buri trip me khoya par vo safar nahi Asar nahi hua choote saare apne jo Jo tute ham toh tute mere saare sapne vo Jhoote lagne lage yun saare apne toh Jala tha dil pehle bhi ab usko firse jalne do Dekh raatein mein na sochu yun savere ka Tu bhi gayi door sochne ke fayda kya Na ana pass tu saza ye maut si Najane kese manu tere hi sirf faide ka Ab hori ankhein band I'm feeling like I'm numb Dil se gir raha hai rakht I'm dizzy and I'm feeling drunk Demons are on my dine I'm sorry for the crime Dil ka kardiya katal SOUL ALREADY DIED Kabhi lage mujhe zindagi bhi maut si Kabhi chahu teri hojaye wapasi Mile bohot hai par, na mili aap si Rishte dil me the na the vo kabhi kagazi Dil mein batein thi vo batein hai aj bhi Suna tune boli batein jo raaz thi Mile bohot hai par, na mili aap si Rishte dil me the na the vo kabhi kagazi Khafa mein kyu hogaya Raaton mein kyu khogaya Bhatake saare sapne Bhoj pero pe yun zakhm hogaya Lage mujhe sab kyu galat Jabse tu juda hogaya Jinda mein tha pehle kabhi Par soch kyu rogaya Dekh raatein mein na sochu yun savere ka Tu bhi gayi door sochne ke fayda kya Na ana pass tu saza ye maut si Najane kese manu tere hi sirf faide ka kabhi lage mujhe zindagi bhi maut si kabhi chahu Teri hojaye wapasi mile bohot hai par, na mili aap si rishte dil me the na the vo... D NOTE THAT'S SO LIT DAWG Kabhi lage mujhe zindagi bhi maut si Kabhi chahu teri hojaye wapasi Mile bohot hai par, na mili aap si Rishte dil me the na the vo kabhi kagazi Dil mein batein thi vo batein hai aj bhi Suna tune boli batein jo raaz thi Mile bohot hai par, na mili aap si Rishte dil me the na the vo kabhi kagazi

Sanatçının Fotoğrafı

Sanatçı Görseli Yok