eleven eleven farak padta nahi şarkı sözleri
Mujhko
Farak padta nahi
Farak padta nahi
Farak padta nahi
Tu aaye ya na aa
Mera
Dhandha rukta nahi mai
Chalta thakta nahi hu
Rasta basta wahi
Tu aaye ya na aa
Mujhko
Farak padta nahi
Farak padta nahi
Farak padta nahi
Tu aaye ya na aa
Mera
Dhandha rukta nahi mai
Chalta thakta nahi hu
Rasta basta wahi
Tu aaye ya na aa
Intezaar karte karte beetey arse hazar
Laakh baat karu dil se
Par sunte na kaan
Laakh bhar lu jaam
Zimmedaari se na hate dhyaan
Chand log mile rakhte focus jaise dhyan chand
Chand log mile rakhte
Hudak apni paar chaand
Chand log miley rakhte apne khwaab paar chaand
Chand log jinke dil ke na dwaar
Kabhi hote khabardaar
Chand log jo bas rahe pareshan
Mujhko
Farak padta nahi
Farak padta nahi
Farak padta nahi
Tu aaye ya na aa
Mera
Dhandha rukta nahi mai
Chalta thakta nahi hu
Rasta basta wahi
Tu aaye ya na aa
Tu ayegi na
Toh diet coke le aiyo
Aaj Ted Lasso dekhege
Yahi ruk jaiyo kal waha pe bhi jana hai hume
Yaad se yaad nikal
Yaad kiya
Bas ek hi sawaal
Yaad kya
Jab khush na the aap
Yaad kya
Pyaar ke waadey
Yaad na yaad karegi yaar waadey
Yaad bas avasar ki tak me jhanke
Na mujhe ghum ka shauk haan mujhe maar de yaadein ye badi
Khatarnaak
Keval raat ko ati
Jhoot na kahu mai meri aankh batati mai keval hosh me adhe
Apki fikar me fasa pie barabar
Jo jisam apko diya tha shayad bhool sa gaya mai
Yaad na yaad karati aankh ki baatein
Mai keh raha tha
Diet coke nahi layi tu?
Mujhko
Farak padta nahi
Farak padta nahi
Farak padta nahi
Tu aaye ya na aa
Mera
Dhandha rukta nahi mai
Chalta thakta nahi hu
Rasta basta wahi
Tu aaye ya na aa

