eleven eleven woh kya huye şarkı sözleri

Ek waqt se jehen me koi baatein kar raha hai Mai gaur karu toh vo Mere hi aks hai Ek banda hai khuda ka Ek me hai bhari udaasi Aur ek to bohot hi bura saksh hai Ek kehta hai ki usko Nahi padi jahan ki Ek kehta ke is jahan me dukh hi dukh hai saki Ek kehta ki sada raho bhale ke tum sathi Bura koi nahi yaha pe Bura to waqt hai Par yeh mujhpe haawi nai Inn sab se mai upar Tu bhi bhare pet apno ka Mai kese tujhse behtar Umar se bure karm to mai kar chuka hu saki Mere upar ek hi zaat Aur vo zaat hai khuda ki Sikhati rahi zindagi Fir aa khade ho gir ke Uski rehmato ke mujhpe Karz-o-karam hain kaafi Jab mai khud hi dagadaar Mujhpe garz kya khuda ki ? Mujhme mera kuch bhi nai Afsuragi hai baaki Meri saksiyat hai Jispe ghum rahe haawi Dil-e-nadaan Aur dimaag rahe baghi Inn baaton se gehre zehen pe ab zakhm hain halaki Ye jaam mujhpe zindagi ka bacha nahi taki Zeher ghoot yeh sharaab ka toh peena pade saki Woh kya huye Woh kya huye Sahilo pe jaane wale ab kya huye Woh kya huye Woh kya huye Kafile jo aane walo ke vo kya huye Woh kya huye Woh kya huye Vo Imaratein banane wale kya huye Akele ghar se puchti hai bekasi Roshani dikhane wale ab kya huye Ek saksh hai basta iss zehan me Karta baatein na woh rehta apne zen me Ek sakht parinda udta kamm hai Uspe haavi uske mehaz kuch karam hai Ek wakt jab jeevan jata tham hai Aata samajh na hai kitne kabil hum hai Aajkal badhne lage kaafi masle Ek rab aur baaki sab bharam hai Theek hum aur aap bas sharam hai Mazhab hai Jo bacha kucha baki bas karam hai Sabar hai Hisse likha mere jitna usse zyada ka sabar hai Adab hai Yeh kalam jaise khuda ka ho karam Adab hai Adab hai Baki bacha jo woh sab kabar me Leke marna lala kala ka dharam hai Charan pe Mere kaatein aa chuke par gaane gaate na thake Yeh ladke shaant bhi hai baaghi jaise gandhi aa chuke Malamaal hona chahe maa ko laa ke dena plate Bhar 5 star khaana Jaana france in a plane Jaidaat jama karni jaise Raichand vaaris ka mai trap shit coke studio me karni bop jaise Faris Sha Fees dena gaane ka Reels pe naa aane ka Nikla ghar se khaa ke keval baap ke mai taane tha Aaina dikha jo mujhko duniya se daga mila Woh kya huye Woh kya huye Sahilo pe jaane wale ab kya huye Woh kya huye Woh kya huye Kafile jo aane walo ke vo kya huye Woh kya huye Woh kya huye Vo Imaratein banane wale kya huye Akele ghar se puchti hai bekasi Roshani dikhane wale ab kya huye
Sanatçı: Eleven Eleven
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:38
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Eleven Eleven hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı