f2f music aaya hoon şarkı sözleri

Meri aankhei tu khol Ki tujhko mai dekhun Maangun mai woh, jo tu chahe Mere dil ki khwaaish hai teri khubsoorati Meri nazare lagi tujhpe hi Meri aankhei tu khol Ki tujhko mai dekhun Maangun mai woh, jo tu chahe Mere dil ki khwaaish hai teri khubsoorati Meri nazare lagi tujhpe hi Kya mai ab aa jaaun Pyaar ki geherai mein Jahaan tu aur mai hain aamne saamne Inkaar kaise mai karun tere baahon ka Abba ki mahima jo hai tere chehere mein Ho-Ohh, Ho-Ohh, Ho-Ohh, Ho-Ohh Yeshu mai banu aankhei teri Mai banu tere kaan Mai banu dil tera Mai banu teri aawaaz Yeshu mai banu aankhei teri Mai banu tere kaan Mai banu dil tera Mai banu teri aawaaz Aaya hoon mai yahaan Pyaar ki geherai mein Jahaan tu aur mai hain aamne saamne Inkaar kaise mai karun tere baahon ka Abba ki mahima jo hai tere chehere mein Aaya hoon mai yahaan Pyaar ki geherai mein Jahaan tu aur mai hain aamne saamne Inkaar kaise mai karun tere baahon ka Abba ki mahima jo hai tere chehere mein
Sanatçı: F2f Music
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 6:32
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
F2f Music hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı