faheel jaagta raha şarkı sözleri

Mein jaagta raha na aai mujhe neend Mein dhundu seedhi rah mujhe ab tak na mili Mein khali jaibain ghuma, me bhoolunga nahi Tha thora jo sukoon wo bhi liya khud se cheen Mein jaagta raha na aai mujhe neend Mein dhundu seedhi rah mujhe ab tak na mili Mein khali jaibain ghuma, me bhoolunga nahi Tha thora jo sukoon wo bhi liya khud se cheen Mein door dunya se door mujhse deen Mein laga rehta lagi mere saath machine Mein bhi chahta chapain mujhpe magazines Dard de insaan sukoon deta nicotine Bohot jaldy shayad hoga mujhpe coffin Mernay k baad mujhpe batain hongi dozens Leken abhi mujhe naam pe kaam chahiye Mere naam pe tou ab flex kren cousin Leken unhe ek din samjh ayega lazmi Sangatain kam mein adam bezaar aadmi! Kisi se koi dushmani nahi hai aapsi Bss kaam kernay aise haqeeqat lagay khuwaab si Kyun mein sunoon phir apki? Dheet mein shuru se mene suni nahi baap ki Hua mein nakaam aya lougon k kaam bhi! Kabhi mene kitaab nhi rakhi hisaab ki Mein jaagta raha na aai mujhe neend Mein dhundu seedhi rah mujhe ab tak na mili Mein khali jaibain ghuma, me bhoolunga nahi Tha thora jo sukoon wo bhi liya khud se cheen Sukoon liya cheen khud ghum se mila Uski yaadon mei na jo dum se mila Ghalti hamari karo hum se gila Hum sabko denge ek dam se hila Door nahi yehi dour hamara Perwah nahi kitna hai kon kamara Bacha jo khud ko hai don batara Baja raha gari mei song hamara Paas kuch nahi bss ganay banara Isse zyada ab kya mein flex karunga? Paas betha hun mein khud ko batara Ek din khud k bohot baray cheques bharunga Relax karenge jab to beat nahi chahiye Hesh pari bro mujhe weed bhi chahiye Jahaaz poora sirf mujhe seat nahi chahiye Bin khuwaab mujhe aisi neend nahi chahiye Mein jaagta raha na aai mujhe neend Mein dhundu seedhi rah mujhe ab tak na mili Mein khali jaibain ghuma, me bhoolunga nahi Tha thora jo sukoon wo bhi liya khud se cheen Mein jaagta raha na aai mujhe neend Mein dhundu seedhi rah mujhe ab tak na mili Mein khali jaibain ghuma, me bhoolunga nahi Tha thora jo sukoon wo bhi liya khud se cheen
Sanatçı: FAHEEL
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 3:15
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
FAHEEL hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı