faheel khuwahish (feat. huzair) şarkı sözleri
Ger mujhme kami hai tu mujh ko bata
Bharosa ker tere liye hi sari wafa
Rahay bas meri tu bhalay rahay khafa
Mein sada hun tera hun ye kehta hun safa
Ger mujhme kami hai tu mujh ko bata
Bharosa ker tere liye hi sari wafa
Rahay bas meri tu bhalay rahay khafa
Mein sada hun tera hun ye kehta hun safa
Jitna tujhe chaha tu gai utni door
Dil k hain saaf per beech mein ghuroor
Tujhse lerta mein zyada leken waday hun nibhata
Aur sirf tu hi hai qubool
Sirf tujhe hi hasil hai mujhpe uboor
Aise mei shamil ho tera suroor
Tou baat hi ho kya tu naraz bhi ho na
Mein tujhko manalun bhalay tera ho qusoor
Teri yadain terpati mujhe khati tanhai
Ker meri waqalat dila khudse rihai
Tere kehne pe hi hogi shayad sunwai
Yadain tokray mei bhari tujhse thokray jo khai
Ab pheknay mein chala hun samander kinaray
Tanha mein nikla nahi koi saharay
Raat ko tu chour, yaad ankhon k isharay
Teri batain mere paas ratain tanha bitaray
Ger mujhme kami hai tu mujh ko bata
Bharosa ker tere liye hi sari wafa
Rahay bas meri tu bhalay rahay khafa
Mein sada hun tera hun ye kehta hun safa
Ger mujhme kami hai tu mujh ko bata
Bharosa ker tere liye hi sari wafa
Rahay bas meri tu bhalay rahay khafa
Mein sada hun tera hun ye kehta hun safa
Ek khuwahish kisi subha hum jagayen tumhe
Khud rolain bhalay sirf hasayen tumhe
Dard sehkay bhi ghumon se bachayen tumhe
Tujhse zyada nahi koi khaas ab btayen tumhe
Aur tujhe bhi kabhi tou samajh aye gi
Tu hi jou mujhe sapne dikhayegi
Ger tujhko samajh nahi paya mein
Mein seekhlunga mujhko sabak jo sikhayegi
Ger mujhme kami hai tu mujh ko bata
Bharosa ker tere liye hi sari wafa
Rahay bas meri tu bhalay rahay khafa
Mein sada hun tera hun ye kehta hun safa
Ger mujhme kami hai tu mujh ko bata
Bharosa ker tere liye hi sari wafa
Rahay bas meri tu bhalay rahay khafa
Mein sada hun tera hun ye kehta hun safa

