faheem dehalvi and samudyata safar şarkı sözleri
Chand tare muskurate
Aasman se gun gunate
Phulo ko khilkhilati
Waise uski muskurahate
Raaston me kho chuke hai
Dhundte uska pata ab
Mil jaye koi band gali me
Dil me uske ghar bana le
Zindagi ke safar pe me chala
Na manzil ki khabar hai na pata
Ye modon se mujhe beimteha pyar ho gaya
The ajanbi se ab mile hai hum kahan
Kho jaane de
Kho jaane de
Kho jaane de in lamhon mein kahin
Yaad aayenge
Yaad aayenge
Yaad aayenge yeh pal bhi kabhi
Zindagi ke safar pe me chala
Na manzil ki khabar hai na pata
Yeh mordh'on se mujhe beimteha pyar ho gaya
The ajnabi se abb mile hai hum kahan

