gabroo and profound kaise? şarkı sözleri

Dil zara Tu sun bata mujhse kyun khafa Duniya zalzala Mai nikal pada Panne jal gaye Mai bhi jal gaya Kaise Ladega tu inn darindon se Kaise Mila loon nazar parindon se Kaise Bata doon mai ajnabee khud ko Kaise Bana doon marham mareezon ke Sabki fikar hoti mujhko wajah iski Dar lagta mujhko hai khudse Har nagma milta hai rag me kalam Chalti bheege to panne the gum Me Doobe to doobey wasab me par Jeene ka maksad bhi sikha hai Humne Dushman ko aate hai sapne hum Nikale bahr ni aate ye chamche Ab Khooni mai kaise Katal to Kitaabon pe kiya Jo hua tha shabdo Ke chalte Mai rakh doo masal ke Tum bhaage kyun gadaari karke Mai pasha munafa bana loonga Gaane to har ghante bante Tum Shaane to aane do katenge Thodi Patnge Jeene ka mauka diya tujhko Kyunki bas khuda se darte Mai dua Me uske jo dhua me Khaale Tu Chooha hai saale to Bill pe chupa Reh Yahan koi samjha ni ab tak Hum Kaise Kamaare Ab paise ko Laale Hum music Sunaate to Dhun Me Dhamaake Madhur man banaa Ke Diwali ke pehle pataakhe Hum Aaye Yahan tak shikaari ko Goli Dikhaake guzaarish Thi jab mujhko Jeene ki Tab mere seene se cheene Tum saanso ko ab chote Peene me Kaate hum Raato ko jheelein bhi Sookhi hai baarish ko Na roko apna Yahan kaun hai Ye mat sikha tu Musaafir Ko aakhir me aate bas Jaani log chote hum Sikhe toofaano Se Bante toofaani log Choti tumhaari Soch Aate bas taarik ko baatein Ghumaate ye jaali log Nakli hai Saale tu aaya Bahr kaise baap ko Puch Im sorry Mai thode kaam me hoon Mitti me Ek din mila dega naam ko Tu Kaise Ladega tu inn darindon se Kaise Mila loon nazar parindon se Kaise Bata doon mai ajnabee khud ko Kaise Bana doon marham mareezon ke Rakhe ye hausle buland Bohot dekhe gum Fir bhi na maani ye haar Kyun le hum khamakha wazan Baatake gum hum Dhundhe zamane main pyaar Hum dhundhe zamane mein pyaar Par wo bhi to milta na Ha hoti Kushi ye chehra bhi khilta Par tiktaa na Hum dhundhe zamane mein pyaar Par wo bhi to milta na Ha hoti Kushi ye chehra bhi khilta Par tiktaa na Junoon sawar sar pe Sangeet ye Zehen main aur nikle hum ghar se Ye jo duniya ke masale Hume Betuke Lagte hum inme na padte Hoyi aadhi raat bistar pe leta mein Baat krne lage main aur mere Kharche I am done with this shit 2022 saal Hain humara aaye paane Paltne Studio main gaane cook krte Real Sath Dhundkar bhi nahi milti Aisi Ye alaag baat Sunte hum jinko wo baste hain Sarhad par Og ye vibes aur hum dete sirf legit Bars Legit bars kare khatma tera Bas waqt nahi music ko atmaa deta Purana gaane jaake sun meri baat Manega Ye mera crew khatarnak Teri gaand Fadega Likhna bas ka nahi chaap le beta Hum kare kaam din raat tu to aas Pass bhi na Itna sasta Ek jhoot mein bika Hum do anmol ratan Bol wazan Sab ne kahaan Sab ne kaha sab ne suna Asliyat bayaan kar to dil se dua Behte hum to rukh badle hawa Har ye saans baane aandhi Tum jalke dhuaan Kehte kaatil gumnaam shayar Hume Paaw dharti pe raakhe haath Asmaan choote Kalam ki syaahi meri Bhari ye lahu Se Hum Likhta bas dill ki Wo kehte Ajoobe Kaise Ladega tu inn darindon se Kaise Mila loon nazar parindon se Kaise Bata doon mai ajnabee khud ko Kaise Bana doon marham mareezon ke
Sanatçı: Gabroo and Profound
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:53
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Gabroo and Profound hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı