gabroo and profound lost letter şarkı sözleri

Color chadha kaali raaton pe Sabar zara maafi maango ge Jo man me tha bhara saalon se Judi nayi dori khwaabon se Door kahin hai tu humse to kaise Bacha le? Goonjati hai hawa me wo teri saari Baatein Banke ke koi farishta tu chalta humaare Doosri baar bhi pehli galti kar Aaye! Ab to kalam mera haal likhne lag Ye malaal likhne lage dil ki baat Kaise dabe din se raat Hua palat ne Pe lagta hai makaan mere panne Ab makaam pe pohoch lena saans Do Kadam pe choore chaar khade Cheerne ko dhaar kare dream Meko bahr saare log lage Cheenche Ko Do gala hai pyaasa lekin paani Milta teesre ko 2 minute ka wada uske baad inka Time out mai aaina hoon mai aaira Hoon (Worthy of Respect) mai nai Fountain mai sea shore agar hath Me mera taqdeer to phir mai cheer Doonnga lakeer ko Maut ke ab tu kareeb boht Kaun hai puche fakir ko Tum goat to milo bakrid ko khada Zameen pe bada zameer bro lada to Jeetna reet wo Boli tum kaafi ajeeb Ho gaano me saalon se leen me Aaye hum mud se phir bhi hai Clean bro Kalam talab meri music hi sab Galat sangat lekin sahi karam Pyaar smjh karo khatam jalan Haar hai gale ne me jeet ka Bhai tu mic pakad abhi time hai Heat ka Time ye hate ka pyaar to kar Anjaan ye raah fir sath safar Darinde ye ghume hum baaz zigar Puche ye haal jo mera kabhi to Raah guzar Bhari ye aaankh agar Aake jazbaat samajh Colour chadha kaali raaton mein Sabar jara maafi mangoge Jo maan mein tha bhara saalo se Judi nayi doori khwabon se Akele chalte chalte haste duniya Pagal samjhe Bitaane chahe khusihyon k pal sath Apne kab the Thoke darwaze bhi kayi humne Par jahan fullon ki aas thi Waha se pathar barse Hain ab bas raat pe yaaken Tode soch ki zanjeer Khayalat se ameer Main koi ram na rahim Kaanpe haath ye sahi Tute hausle nahi Hain likhe ashqon se ye geet Zamaan bedard bas ye de dard Chine sari khushiya Jo humne kiya na kabhi wo ilzaam Deti duniya Kalesh chahe bas ye har taraf hain Kaisi duniya? Samjh main aayi na kabhi na mere Jaisi duniya Hum dard e dil ki dastaan sunaane Chal pade Baatein aisi kartein tere dil mein Ghar kare Jeete zindagi ko tum Bs sangett ka sahare liye din hain Mere kat rahe Haan mere dil ki daastan hai ye Haan mere dil ki daastan hai ye Daastaan ye Mere dil ki daastaan ye Door kahin hai tu humse to kaise Bacha le? Goonjati hai hawa me wo teri saari Baatein Banke ke koi farishta tu chalta Humaare Doosri baar bhi pehli galti kar Aaye!
Sanatçı: Gabroo and Profound
Türü: Belirtilmemiş
Ajans/Yapımcı: Belirtilmemiş
Şarkı Süresi: 4:19
Toplam: kayıtlı şarkı sözü
Gabroo and Profound hakkında bilgi girilmemiş.

Fotoğrafı